Qur'an Ka Kamal

4:07 pm

Ek Baar Ram Chandra Arya Ne Sadrul Afazil Rahmatullahi Ta'alaAlai Se Arz Kiya Ke ..
Mujhe Qur'an e Kareem Ke Choudha(14) Pare Yaad hain ,Batayiye Aap Ko Mera Ved Kitna Yaad Hai.
Hazrath Ne Farmaya ...
Ye To Mere Qur'an Ka Kamal Hai ke Dost to Dost Dushman Ke Sinou(n) Me Bhi Pahonch Gaya. Aur Tere Ved Ki Ye Kamzori Hai Ke Doston Ke Dil Me Bhi Ghar Na Kar Saka ...
Aur Ba-Qoul Tumhare Duniya Me Ved Ko Aaye Huwe Karodon Baras Ho Chuke Lekin Hindustan Ke Aage Na Nikal Saka.
Magar Qur'an e Kareem Chand Sadiyoun Me Tamam Aalam Me Pahonch Gaya..

You Might Also Like

0 comments

Featured post

Sitamgaron Ka Bura Anjam

yazeed Ki Hilakat Ke Baad Ahle Hijaz O Yaman Aur Iraq O Khirasan Walon Ne To Hazrath Abdullah Bin Zubair Ke Hath Per Baiat Ki Aur Misr O Sh...